Added: Jul 15, 2008

From: jyotijwala

Duration: 3:15

Ts Taluja ji sang this rafi song on my request. Movie Name: The Train (1970) Singer: Mohd Rafi Music Director: Burman R D Lyrics: Anand Bakshi Year: 1970 Producer: Ramesh Behl Director: Ravi Nagaich Actors: Aruna Irani, Helen, Madan Puri, Nanda, Rajendranath, Rajesh khanna, Sunder, Tun Tun lyrics :gulabi aankhen La la la la La la la la la la la la la - 3 Gulaabi aankhen jo teri dekhi Sharaabi yeh dil ho gaya Sambhaalo mujhko o mere yaaron Sambhalna mushkil ho gaya Dil mein mere khwaab tere Bas tere jaise ho deewaar pe Tujhpe fida main kyoon hua Aata hai gussa mujhe pyaar pe Main lut gaya maanke dil ka kaha Main kahin tha na raha Kya kahoon main dilruba Pura yeh jaadu teri aankhon ka Yeh mera kaatil ho gaya Gulaabi aankhen jo teri dekhi Sharaabi yeh dil ho gaya Maine sada chaaha yehi Daaman bacha loon haseenon se main Teri kasam khwaabon mein bhi Bachta fida naazneenon se main Tauba magar mil gayi tujhse nazar Mil gaya dard-e-jigar Sun zara o bekhabar Zara sa haske jo dekha tune Main tera bismil ho gaya Gulaabi aankhen jo teri dekhi Sharaabi yeh dil ho gaya Sambhaalo mujhko o mere yaaron Sambhalna mushkil ho gaya

Channel: Music

Tags: aankhien  anand  aruna  bakshi  burman  gulabi  irani  khanna  moh  rafi  rajesh  rd  taluja  the  train  ts 


Rating: 4.50 (2 ratings)    Views: 1289' favoriteCount='1    Comments: 4

andayss Says:

Jul 15, 2008 - wha wha Sardhar Sir,you sang better than the original becaus you sang with feelings from your heart,please sing and keep singing..thanks

tstaluja Says:

Jul 16, 2008 - Thanks indeed for ur encouraging remarks but to me I am not satisfied with my performance.Taluja

tasin420 Says:

Sep 29, 2008 - NICE

jyotijwala Says:

Sep 29, 2008 - thanks dear.

कोई शहेरी बाबु | मेला | | आव | | मूल्य | आउँछ | भने | बोल

सिंह | कोई | गुलज़ार | गज़ल | कोई | बात | मनमै | नविन | गीत

eXTReMe Tracker