Added: May 30, 2008
From: thakur2102
Duration: 7:28
Yaadh nahi ... Yaadh nahi Yaadh nahi kya kya dhekha dha saare manzar bhool gaye(2) Uski galiyom se jab loutte apna bhi ghar bhool gaye Yaadh nahi ... Yaadh nahi.... Khoob gaye pardhes ki apne dheevaaro dhar bhool gaye(2) Sheeshmahal ne aisa ghera mitti ke ghar bhool gaye Uski galiyom se jab loutte apna bhi ghar bhool gaye Yaadh nahi ... Yaadh nahi.... Thujhko bhi jab apni kasme apne vayade yaadh nahi(2) Hum bhi apne khaab theri aankhom mei rakh kar bhool gaye Uski galiyom se jab loutte apna bhi ghar bhool gaye Yaadh nahi ... Yaadh nahi.... Mujhko jinhomne khathl kiya hai koyi unhei bathlaye nazir(2) Meri laash ke pahloo mein wo apna khanjar bhool gaye Uski galiyom se jab loutte apna bhi ghar bhool gaye Yaadh nahi ... Yaadh nahi....
Channel: Entertainment
Rating: 5.00 (2 ratings) Views: 475' favoriteCount='3 Comments: 0
कोई शहेरी बाबु | मेला | ग | आव | आ | मूल्य | आउँछ | भने | बोल |