Added: Jul 26, 2008

From: hyderabadee

Duration: 6:36

Another R D Burman-Kishore Kumar special. Song: Zindagi Ke Safar Mein Movie: Aap Ki Kasam Year: 1974 Music: R D Burman Lyrics: Anand Bakshi zindagi ke safar mein guzar jaate hain jo makaam vo.. phir nahin aate, vo.. phir nahin aate phool khilte hain, log milte hain phool khilte hain, log milte hain magar patjhad mein jo phool murjha jaate hain vo baharon ke aane se khilte nahin kuch log ik roz jo bichad jaate hain vo hazaron ke aane se milte nahin umr bhar chahe koi pukaara kare unka naam vo.. phir nahin aate, vo.. phir nahin aate aankh dhokha hai, kya bharosa hai aankh dhokha hai, kya bharosa hai suno doston shaq dosti ka dushman hai apne dil mein ise ghar banane na do kal tadapna pade yaad mein jinki rok lo rooth kar unko jaane na do baad mein pyaar ke chahe bhejo hazaron salaam vo.. phir nahin aate, vo.. phir nahin aate subah aati hai, raat jaati hai subah aati hai, raat jaati hai yunhi vaqt chalta hi rehta hai rukta nahin ek pal mein ye aage nikal jaata hai aadmi teek se dekh paata nahin aur pardey pe manzar badal jaata hai ek baar chale jaate hain jo din-raat subah-o-shaam vo.. phir nahin aate, vo.. phir nahin aate

Channel: Music

Tags: aap  anand  bakshi  burman  guzar  hain  hindi  jaate  jo  kasam  ke  ki  kishore  kumar  makaam  mein  music  safar  world  zindagi 


Rating: 5.00 (7 ratings)    Views: 3998' favoriteCount='6    Comments: 2

kuskut Says:

Aug 4, 2008 - Thanks, brings back memories.

BillaLahoria Says:

Nov 20, 2008 - OLD IS GOLD

कोई शहेरी बाबु | मेला | | आव | | मूल्य | आउँछ | भने | बोल

सिंह | कोई | गुलज़ार | गज़ल | कोई | बात | मनमै | नविन | गीत

eXTReMe Tracker